Ilhaam
App logo na suna to hoga ka fala shaks na kaha k mujha ilham howa ha yani kisi na kisi tareeqa se usko kisi baat ki khaber howi .jo log muraqaba karte ha unko ilhaam hota ha .ahsa log dosaro ki be information jan late ha laken bohat se log nahi jaan pata.yeah cheeze muraqaba karna walay insan k khod ka bas main nahi hote . yeah automatically sara process hota ha .bazz logo k mind main information ajate ha ya bazz logo ko unki will power ka through maloomat hote ha .
Shahood .
Jab kohi insan information hasil karta ha kisi be jaga ya kisi dosare shaks ka bare main apni will power ka zarya . ahse sorate ko shahood kehta ha .is tarah ki information log apna senses se hasil karte ha
Is tarah k log pore dunia main kahe be deak sakte ha ka fala jaga kya ho raha ha
Is tarah k log dunia main kahe be kisi be kona ki awaz sun sakte ha
Is tarah k log dunia main kisi be cheeze ko song sakte ha
Is tarah k log dunia main kisi be cheeze ko touch kar sakte ha
Fatah
Jab insan ko shahood ki khoob practice ho jahe to wo fatah tak pouch jata ha . ahsa shaks ko spiritual power se deak na k liya apni ankhe band karna ki zaroorate nahi parte . wo shaks deak sakta ha , sun sakta ha , touch kar sakta ha , kisi be time or ahsa shaks her waquat hazir rehta ha kahi be jaga
Dua main yaad rakheya ga
Amel soname
Amel_soname@yahoo.com